Sunday, April 1, 2012

Umera Ahmad's Quote


''zindagi aur khail mai bohat fark hota hai nana... khel ko hum kheltey hain magar zindagi humain khelti hai.. hum zindagi k mhrey hotey hain,aur zindagi ko mhra nhi bana saktey''!!!
(aks)

...............

آپ نے کبھی یہ سوچا ہے دنیا میں کچھ چیزیں ایسی ہوتی ہیں جنہیں ہم روپے سے نہیں خرید سکتے ۔ ۔ ۔جنہیں دعائیں بھی ہمارے پاس نہیں لاسکتیں اور آپ نے کبھی یہ سوچا ہے کہ بعض دفعہ وہ چیزیں ہی ہماری پوری دنیا ہوتی ہیں ۔ ۔ ۔

دل کی دنیا ۔ ۔ ۔

کیا انسان زمین پر دل کی دنیا کے بغیر رہ سکتا ہے ؟؟

from  ..kis jhan ka zarr liay,,



جب تک انسان کو پانی نہیں ملتا، اسے یونہی لگتا ھے کہ وہ پیاس سے مر جائیگا مگر پانی کے گھونٹ بھرتے ہی وہ دوسری چیزوں کے بارے میں سوچنے لگتا ھے، پھر اسے خیال بھی نہیں آتا کہ وہ پیاس سے مر بھی سکتا تھا۔۔۔۔

کوئ پیاس سے نہیں مرتا۔۔۔۔۔ مرتے تو سب اپنے وقت پہ ہی ہیں اور اسی طرح، جسطرح اللہ چاہتا ھے مگر دنیا میں اتنی چیزیں ہماری پیاس بن جاتی ہں کہ پھر ھمیں زندہ رہتے ہوئے بھی بار بار موت کے تجربے سے گزرنا پڑتا ھے۔۔۔۔۔

peer e kamil

........................................................

PEER-E-KAMIL (S.A.W.W) wohi aawaz hay jo insaan ko tareeki se roshni tak lasakti hai or lati hai..Agar insaan roshni chahay tou."Yaqenann hidayat unhi ko di jati hai jo hidayat chahtay hain"...

REF..
PEER-E-KAMIL(S.A.W.W) ♥
....................................................................................

Zindage ma baaz dafa hamain pata nhn chalta k hum tareeki sai bahir ayain hain ya tareeki ma dakhil hoai hein, andharaii ma seemt ka pata nhn chalta magar asman or zameen ka pata zaroor chal jata hai bal k har hall ma pata chalta ha, sir uthanai per asman he hota hai, nazar ayai na ayai, sir jhukanai per zameen he hoti hai, dekhayae dai na dai, magar zameen ma safar karnai k liayai sirf chaar simatoon he ke zaroorat parti hai, dayain, bayain, agai, peechai, panchavin seemt pairoon k neechai hoti hai. Wahan zameen na ho to pataal aa jata hai, pataal ma pohnchnai k baadh kisi dosri seemat ke zarorat nhn rehti, chat'ti seemt sir sai oper hoti hai wahan jaya he nhn ja sakta, wahan ALLAH hota hai, ankhoon sai nazar na anai wala magar dil ke har dharkan, hoon ke har gardish, har aanai janai wala sanns, halak sai utarnay wali har nawalay k sath mehsoos honay wala......


Ref:

PEER-E-KAMIL.(S.A.W.W)♥♥♥

////////////////////////////////////////////////////////////////////

"Tum kah rahay thay k tum nay aaj tak koi aisa insaan nahi daikha jis nay jis cheez ki bhi khwahish ki ho issay mil gaye ho." Salar khirki par jhukay pur sakoon awaz mai is say kah raha tha. Furkan nay uljhi hue nazron say ussay daikha woh bay had pursakoon aur mutmaeen nazar araha tha. "Phir tum mujhay daikho kyun k mai woh insaan hun jis nay aaj tak jo bhi chaha hai issay woh mil gaya hai." Furkan ko laga iss ka zahan gham ki wajah say mutassir horaha hai. "Jissay tum meri neki kah rahay ho woh darasal mera AJJAR hai jo mujhay zameen par he day diya gaya hai. mujhay akhirat k intezar mai nahi rakha gaya aur mera muqad'dar aaj bhi wahi hai jo 9 saal pahlay tha." woh thahar thahar kar gahri awaaz mai kah raha tha. "Mujhay wahi aurat di gaye hai jis ki mainay khwahish ki the Immama Hashim is waqt maray ghar par hai KHUDA HAFIZ."...


REF..

Peer-e-Kaamil (S.A.W.W)♥






Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Life Time Visitors:

free counters